Sunday, 26 May 2019

How to show save wifi pssword in Android [Root] | Android me save wifi ka password kaise show kartey hai


Hello guys, Me aaj aapko is post me yah batauga ki android me save wifi ka password kaise show kartey hai.


how to show wifi password

Guys. wifi ka password aap android mobile me aasani se show kar saktey hai, bas aapka mobile root hona chahiye. 

Jb aap wifi use kartey ho to wifi me password laga hota hai aap wifi ka password enter kartey ho to wo wifi ka password apke android mobile ke root folder me save ho jata hai, jo aap use bina root kiye aasani se dekh nhi saktey.

Wifi ka password show karney ke liye aap ka mobile root hona chahiye. Bina root ke aap wifi ka password aasani se show nhi kar saktey.

Wifi ka password show karne ke kuch step hai.

Sabse pahle aap ka mobile root hona chahiye. Aur aap ke mobile me Es File Explorer app install hone chahiye.

Step1 >> Sabse pahley Es file explorer open kare aur Root Explorer ko enable kare.


wifi hack

Step2>> Uske baad root directory open kare, root directory me Data folder pr click kare aur uske baad Misc folder pr click kare.





Root directory / >> Data >> Misc





Step3 >> Misc folder pr click karne ke baad Wifi Folder pr click kare.





Step4>>  Wifi folder me aapko ek file milega jika naam wpa_supplicant.conf hoga. Usko open kartey hi wifi ka jitna password hai wo aap aasani se dekh dakety hai.


wifi password


Guys ye ekdum aasan trick hai bs isme aapka mobile root hona chahiye aur apke mobile me Es file explorer install hona chahiye. Guys kaise laga yah post agar achha laga to like karey aur share kare. Aur ayse hi jankari pane ke liya hamrey website se judey rahe.
Thanks.

1 comment:

  1. Las Vegas' Wynn Casino - JTM Hub
    Casino. Wynn is a $4 https://sol.edu.kg/ billion www.jtmhub.com resort with four hotel towers with 5,750 rooms and suites. Each of the hotel towers includes https://deccasino.com/review/merit-casino/ a 20,000 square foot casino and worrione.com a kadangpintar

    ReplyDelete