Saturday, 14 August 2021

Top 5 Most Useful Website 2021

Hi Guys is article me aapko yah top 5 website ke bare batunga jo internet free hai, aur aap ise asani se use kar saktey ho jo kafi helpful hai. Dosto internet pr bahut sari website available hai jise se mene top 5 jo kafi popular hai aur day to day life me kafi helpful hai.


top-5-most-useful-website-2021



1. Virus Total

Virus Total website kafi popular website hai, is website ke madad se aapp App, Doucument, Files ko asani se scan kar saktey ho. Is site ka istimal jiyadatr log app ko scan me krtye hai. Kuyki kafi sare app me malware aur viruses hone ka chance hota hai. Isiye log is website ki help se scan karke ke phir app ko install aur use me lete hai. Virus Total website app ya file file deeply scans karta jiske ki usme hide viruses ko assani se find kar sake. Dosto agar app apne PC or Mobile me koyi naya software dalna chahtey from third party sources se download hai to pahely aap is website ki madad se software ko scan kar le.

 

2. Pixabay

Dosto, Pixabay ek bahut hi popular website ban chuka hai, Iski madad se app kafi sare video aur photo ko free me download kar saktey ho. Pixabay website ek free copywrite website hai aur is website download kiya gya content ekdum free hai aur wah content ko app apne kisi bhi project, blogging, youtube channel or editing me use kar sakety ho jo ki ekdum free hai aur aapko koyi copyright ka issue bhi nhi aayega.

 

3. Photopea

Photopea website ek bahut hi acchi website hai, jiseki madad se app online photo ko asani se edit kar satkey ho. Photopea website a interface ekdum Adobe Photoshop app ki tarah dikhta hai. Aap ko lagega ki app photoshop hi use kar rhe ho. Dosto Photopea website online aap asani se use kar sakey ho aur yah bahut hi smooth aur clean hai, Isme app photo ki background, layers, tools same photoshop jaysa hi available hai. Dosto yah kafi popular online website ban chuka aur jiyadatr log iska istemila kartye hai.

 

4. 10minute Mail

Dosto, Internet pr bahut sari website aysi bhi hoti jinpe app bin account login kiya access nhi kr saktey. Aysi Website pr login krne ke aapke pass email account hona chahhiye for account creation. Dosto bahut se log ayse hote ki wo apna personal email koyi alag website pr use nhi krna chahtey. Lekin 10 Minute Mail ek aysi website jo aapko 10mintue ka virtual email id provides karta hai, Jiski madad se aap us email id use kr saketey for account creation. Dosto  ya sirf 10min ke liye hota 10 minute ke baad yah expired ho jata hai.

 

5. DuckduckGo

DuckDuck Go website ek bahut hi kam ki website hai, iski madad se aap apne privacy ko save kar saktye hai. Dosto, DuckDuck Go ki help aap internet pr kuch bhi search kar ho ya aape privacy ko safe rahkta hai, aur sath me aapko track bhi nhi karta hai. Dosto agar aapko kuch searh karna hai to aap Google pr bhi search kar saktey ho leking Google aapko track karta hai, Isyie yah website kafi helpful mani jati hai. Dosto isme aapko ek special feature bhi dekhne ko milta jo Bange se naam se jana jata hai, iski madad se aap agar yah janna chahtey hai ki aapka password 10 digit me kitna strong ho to aap sirf ‘password 10 strong’ type krna hoga, ye type kartey hi wah 10 digit ka strong password generate kr dega, dosto yah feaure kafi helpful hai.

 

 

 


Friday, 13 August 2021

One UI | The Best Android UI 2021

 Guys, is article me apko android mobile me best UI ke bare me batunga jo ki One UI hai, Dosto yah android ka sabse best UI mana jata hai. Guys UI hota kiya hai? dosto UI means user interface, Jo Mobile Company duwara customize kiya jata hai jaise menu, settings, icon ko behtar tariko se design kiya jata hai, Jise hm Custom UI ke roop me bhi jantey hai.


samsung-one-ui
image credit : samsung.com



Dosto, One UI ek bahut hi popular UI ban chuka hai, One UI ko samsung duwara develop kiya gaya hai jo kafi best hai. Samsung ne ise android 9 and above andriod version me launch kiya hai, Ispe pahley ke version me samsung touchwiz UI ka use karta tha jo dekhne me boring tha, aur ab samsung touchwiz ko remove kr One UI launch kr diya hai, jo kafi attractive aur dikhe me cool lagta hai. Isme aap ko kafi jiyada customization dekhe ko milata hai, aur sath me iska icon kafi shandar dekne ko milta hai. Dosto One UI android Platform me sabse best UI mana jata hai.


One UI me kafi sare feature dekhne ko milte jo day to day life me kafi best hai. aur ye app ke task ko aur easy banate hai. Jinme se kuch yah hai.


1- Dark Mode

 Dosto, One UI me hame dark mode ka bhi option milta jo kafi shandar hai. aap dark mode ka use asani se kar satkey hai. Dark Mode enable krtey hi aap ke mobile me dark mode apply ho jayage aur aapke ke mobile ka background black and text white ho jayega, Dosto dark mode ko aap schedule bhi kar saktey timing wise jo yah kafi shandaar feature hai.

Go to - Settings >> Display >> Dark Mode Setting


2- Application Usage Control

Application control bhi ek bahut hi shandar feature hai One UI ka isme aap application ke usage ko control kr satey yani jo App aapke mobile install hai aur aap use nhi kartey to aap use app ko Sleep Mode me dal saktey ho, jise wo app background me run hona band ho jayega aur aapke mobile ke battery ko save karege.

Go to - Settings >> Battery and device care >> Background usage limits >> Sleeping apps


3- Hide Apps

One UI me aapko app menu ke kafi shandar feature dekne ko milta jo Hide Apps ka hai, iski madad se aap kisi bhi app ko aasani se hide kar saktey chahe wah system aap hi kyu n ho. App hide hone ka baad wo app aapke application driver me nhi dikhegi, hide app ke aap assani se unhide bhi kar satey ho. 

Go to - App Drawer >> Click three dot icon >> Click Setting >> Hide Apps


4- Bold Font

Dosto, Bold Font ka feature bhi One UI me dekhe ko milta hai, jo kafi shandar hai. Bold font apply krtey hi yah app whole text pe apply ho jata hai. Sath me app font ke style ko change kar sakey hai. Bold Font ka apply kartey hi yah kafi cool lagne lagta hai.

Go to - Settings >> Display >> Font size and style >> Bold font


5- Always on Display (AOD)

Always on display One UI ka kafi shandar feature hai, Isme kafi jiyada customization dekhe ko milta hai. Always on display me aap scheduled option ka use asani se kar satkey ho. AOD ko aap kisi bhi timing pe set auto schedule kr saktye ho.

Go to - Settings >> Lock srceen >> Always on Display


6- Notification Panel Search Button

One UI me app search button ka use Notification Panel me kar satey hai. Isko universal search button ke bhi naam se jantey hai, iski madad aap App, files, contact, voice search ko asani se search kar satey hai.

Go to - Swipe notification bar >> Click Search Button Icon.


7- Status Bar Customization

Dosto. One Ui me app status bar ko bhi customize kar saktey hai. isko customize krke aap setting ki short cut icon create kar saktye hai. jo aap status bar se access kr satkey hai air sath me Media & Device option ka use asani se kar sakety ho. Dosto yah ki kafi shandar feature hai One Ui Ka.

Go to - Swipe notification bar >> Click three dot icon >> Click edit button.


8- Navigation Gesture & Button

One UI me aap Navigation Gesture ko asani se change kar saktye ho. Iski madad se aap navigation button ko enable aur disable bhi kar saktey aur sath me aap button ko diable krke Navigation Gesture ka use bhi kar saktey ho.

Go to - Settings >> Display >> Navigation Bar


Dosto One UI ke kafi sare aur feature available hai jine se yah kuch top feature the. One UI ek bahut hi shandar UI hai aur dikhne me ekdum clean lagta hai aur yah without ad ke sath me aata hai. Isliye jiyadatar log ise pasad krtey hai.

Dosto kysa laga yah article agar kuch naya janne ko mila to please is article ko share kar aur ha comment krna na bholey. Thanks Dosto.

















Tuesday, 10 August 2021

Top 3 Free Popular Email Service Provider

Hi Guys,  Jaisa ki ham jante hai, Email yani electronic mails jo ki aaj ke time kafi popular ho chuka hai. Iska use kafi log jaise individual, enterprises, organization, company me use kiya jata hai.


top-3-free-popular-email-service-provider



1. Gmail

 

Dosto Gmail Ek bahut hi popular free email service provider hai, Jo Googke duwara banaya gaya hai. Yah android, ios, windows os tene platform pr available app ise free me use kar satkey hai. Gmail ek bahut hi simple UI ke sath me aata hai, aur ise chalan kafi easy hai. Isme appko best security bhi dekne ko jiska and two factor authentication(2FA) hai, isse aap apne account ko safe rakh saktey hai. Dosto  basically 2FA ek aysa security system hai, jiski madad se aap apne account ko kafi secure rahk rakh, jab aap gmail login kartey to password ka ek code otp generated hota hai, jo ki 2FA duwar hota hai.

Dosto Gmail me hame Inbox ke andar kafi category dekhne ko milta hai, jaise Promotion, Social, Primary, isa use aap mail ko filter ke rup me use kar saktey hai. Aur sath me app lable ko create aur customize bhi kar satkey hai. Dosto recently google ne gmail me naya feature bhi announce kiya tha mail schedule ka jiski madad se app mail ko schedule kr saktey ho wo bhi kisi bhi timing ke sath. Gmail me hame 10 GB ka cloud space milta hai joki ekdum free hota, agar app storage ko expand krna chahtey ho to aapko Google ke services google one ko buy krna padega.



2. Outlook

Outlook email service bhi ek bahut hi famous email service provider hai, jo Microsoft company duwar banya gya hai. Dosto Microsoft ne ye ise pahley Hotmail ke naam se launch kiya tha phir baad me company ne iska naam change krke Outlook kr diya  Oultook ko company ke acche se customize kiya hai aur iska UI ko kafi behtar bna diya hai, jo pahely wale Hotmail se kafi accha, Dosto Outlook individual, aur enterprise dono ko kafi use hota hai, Dosto Outlook email bahut hi popular email ban chuka, Gamil ke baad second position pr outlook hi aata hai.

 

Outlook me hame kafi category bhi dekno ko jaise Focused Inbox ke andar Floder, archive, Notes aur bhi kafi sare feature dekhne ko milta hai. Outlook email ka use app Microsoft ke offices app me bhi use kr sakey ho add-on ke under. Dosto outlook ko aap Gmail me bhi Integrate kr sakey ho, Gmail me integrate karne ke baad app outlook ko Gmail app ke andar use kar saktye ho. Dosto isme aako 5GB ka cloud storage dekhe ko milta hai, jabki Gmail me 10GB. Aur iska user interface bhi kafi behatar dekne ko milta jo other email services se kafi accha hai.



3. Yahoo

Yahoo mail bhi ek popular email service hai, Verizon Media duwara banya gaya hai, Dosto yahoo ko 1997 me lauch kiya gya aur yah kafi old aur popular email service hai. Yahoo mail me hame 1TB ka cloud storage dekhne ko milta hai jo kafi bada advantage hai, aur sath me iska sabse best feature yah hai ki iske aap 100MB tak ka attachment upload kr satey jo ko kafi acchi baat hai. Gmail aur Outlook aap sir 25MB ka attachment hi upload kar saktey ho.

Dosto Yahoo mail me appko spam protection dekhne milta hai joki yahi kafi standard feature hai, Aur iska UI bhi kami simple aur clean hai, jise aap asani se use kar sakety ho. Sath me iske Virus protection ka feature bhi available hai, jisse ye aap ke email ko protect karta hai. Gmail aur Outook ke jaise hi yahoo mail bhi apke mail ko folder me customize krta hai, Dosto yahool ka sabse bada disadvantage yah hai ki agar aap 6month ke liye inactive rahtey hai to aap ka account disable ho jayega.


Dosto, agar yah article aap ko accha laga to please comment kre aur sath me blog ko subscribe kare aur hamre is blog website se jude rahi, Thanks you for your valuable time.



Monday, 9 August 2021

Top 5 Most Popular Mobile Photo Editing App 2021

Dosto android platform me kafi sare photo editing app available hai, lekin me aaj apko top 5 best editing app ke bare me batunga jo 2021 me abhi bhi top kr hai aur kafi jiyda popular bhi hua hai. Aur yah app play store pr available hai jo aap asani se download kr saktey ho.



top-5-most-popular-mobile-photo-editing-app




1. Lightroom

Lightroom app ek bahut hi popular app hai, Jo Adobe ne banaya hai, Dosto Lightroom app playstore par kafi jiyada download hau, aur isko editor choice ka award bhi mil chuka hai. Dosto is app ki madad se hm photo ko acchi tarah enhance kar satktey hai. Aur sath me lighting ki condition ko jaise image saturation, brightness, clarity, shadow aur bhi bahut kuch is app me free me use kr saktey hai. Dosto Lightroom room app me hm preset ka upyog bhi kr sakey hai, sath hi ise adobe creative cloud me upload kr PC me bhi use kiya ja sakta hai.

 

2. Picsart

Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai.


3. Toolwiz

Dosto, Toolwiz app bahut hi accha  app hai photo editing ki liye, jiski madad se hma photo ko crop, background remove kr saktye aur sath hi isme kafi accha  effect bhi dekhne ko milta, Iska favorite Oil paint hai, Oil paint feature ki wajah se yah app kafi popur ha chuka hai, aur sath me iske kafi sare template bhi dekne ko milte hai. Dosto  toolwiz app photography ke liye bhi use kiya ja satka isme camera filter bhi available hai.

 

4. Touch Retouch

Touch Retouch ek bahut hi popular app hai jo play store paid hai, ise aap free me use nhi kar saktey, Dosto  yah app kafi kam time me bahut hi jiyada popular hua hai. Is app ke madad se ham photo me unwanted cheez ko aasani se remove kar saktey, aur dosto yah ek aysa app ekdum perfect app hai. Isse accha app play store pr nhi milege for unwanted object removal.

 

5. Snapseed

Snapseed bhi ek kafi best photo editing app hai jo google ne banaya hai, Aur is app ko playstore pr kafi acchi rating bhi chuke hai, sath me ise app ko Editor choice ka award bhi mil chuka hai, Ise app ki madad se  app photo ki  brightness, shadow, details, saturation, tint,  curve ko asani se manage kar saktey hai, aur sath me isme kafi sare filter bhi available jo aap asani se use kar sakte ho, Dosto is app ka sabse best feature Double Exposer hai, Double Exposer ka use aap isme assni se kar sakety yah bilkul easy hai.

Sunday, 8 August 2021

Top 5 Best Android App 2021

Guys is post me aapko yah batauga ki 2021 me android me sabse best app kon sa hai, 2021 me kafi sare app launch hua hai jinme se kuch abhi bhi top pr hai aur is post me aapko iske baar me detail me batauga. Guys android app play store pr kafi available hai but inme ke mene sirf five hi select kiya hai.


top-5-best-android-app-2021



1. Nova Launcher

Nova Launcher ek bahut hi popular launcher app hai, Iske madad se ham se mobile ki UI ko customize kr saktey hai, Agar aakpo apne mobile me ek accha launcher download krna hai to isse best option koyi nhi, ye play store pr free me available hai, aur aap ise aasani se download kr saktey  hai, Guys Nova Launcher basically ek UI aur theme customize ke rup me bhi use kr saktey hai. Agar aapke phone ka system launcher ekdum bekar hai to aap Nova Luncher download kr satkey hai. Isme kafi jiyda customization dekne ko milta hai.


2. Solid Explorer

Solid Explore ek bahut hi accha file manager android app hai. Iske madad se app mobile ke storage ko asane se access kar satey hai, Mobile ka storage jaise internal, external dono storage ko isme asani se access kiya ja sakta aur sath me app system storage ko bhi access kr saktey hai. System storage ko access karne ke liye aapka phone root hona chahhiye. Solid Explorer ek kafi popular file manage app ban chuka android device ke liye, aur sath me isme kafi customization dekne ko milta hai. isme app zip file ko compress and de-compress bhi kar saktey hai sath hi isme kafi feature ka use asani se kar saktey hai.


3. Kine Master

Kine Master ek bahut hi popular android app hai iska use video editing me kiya jata hai. Kine Master app play store pr kafi popular hau hai aur iske download bhi millions me hai aur sath me isko editor choice ka award bhi mila chuka hai. Guys kine master app ki madad se hm video ko perfectly edit kar satey hai aur sath me video ka background bhi remove kar saktey hai chroma key feature ki madad se. Kine master app me aapko kafi theme aur templets bhi dekne ko milta hai, jo aap kafi assane se apne video editing me use kar satkey hai.


4. AZ Screen Recorder - No Root

AZ Screen Recorder bhi bahut hi accha app hai android device ki liye, Iska use ham apne mobile ki screen ko record krne ke liye kartey hai, Is app ko play store pr kafi acchi rating mili hai aur yah app play store me bhi kafi download hua hai. Iska use jiyadtar log game play ko record karne me kartye hai. Is app ko aap play store pr asani se download kar saktey hai, aur yah app without root ke  bhi asani se chal jata hai.


5. Picsart

Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai. Dosto yah mobile editing ka sabse popular android photo editing app ban chuka hai aur ab is app ko beat krna kafi muskil hai.







Saturday, 7 August 2021

How to change text color in Command Prompt Windows

 Hi, Guys is post me appko yah batauga ki windows me command prompt ka text color kaise change kartey, basically yah ek simple trick hai jiske madad se aap cmd ke text ko aasani se change kr satkey hai. aur sath hi iska upyog krke text ko customize kr saktey hai.



Guys, Jaiya ki hum log jantey hai Command Prompt CMD ek bahut hi popular tools hai windows OS ki liye. Jiski madad se ham apne task ko easily handle kr sakey, CMD me ham command type kartey hai, aur jo ki inbuild command hota hai window ne provide kiya hai. Command prompt ki help se ham batch file ko easily run kar saktey hai, command prompt windows ka kafi accha tools hai, iski help se SQL, C language aur kafi programming language ko ispe editor ke roop me access kr saktey hai.


Command prompt me basically text ka color white hota hai joki dikhne me ekdum boring lagta hai, guys iske change krney ke liye hm kuch step ke follow kartey hai joki kafi easy, guys sabse pahley hm command prompt open kartey hai. command prompt open krtey hi hame ek window dikhega jo ekdum text editor or terminal jaise hoga, jiska background black aur text ka color white hoga.  Text ka color change karne kiya hilye hame sabse command type krna hoga sabse pahla command name "color" and  then attribute "-t" ye command type krne be baad apko color name aur color properties dikhega. Ab aapko color properties select krna hoga, jo color aapko best lagta hai wo aap select krke color and properties select krey, 

Example Command :    color -t 

                color 2

                color 3

                color A


Above Command type krne ke baad command prompt ke text ka color change ho jayega. guys ye exdum easy step hai, sirf do process follow krna hai, first color ka info -t aur isko baad aapne color type select krna hoga, iske baad text ka color easily change ho jayeag.

Guys kaisa lag post agar post accha laga to please post ko share kare aur comment kre aur hamre blog ko subscribe krna na bholey. thanks for your valuable time.







Friday, 6 August 2021

Battlegrounds Mobile India Launch on iOS officially tease on Instagram page.

Karfton ne officially instagram page pr teased kr diya hai ki wo iOS platform pr Battleground Mobile india launch kr sakte hai, Battleground Mobile india ne naya post instagram pe bataya ki unho ne Google Playstore pr 50M downloads complete kr liya hai joki kafi badi milestone hai. 

 

 


battlegrounds-mobile-india
Image Credit : Battlegrounds Mobile India, Karfton Inc.


 

Battlegrounds Mobile India ek bohot hi popular battle royal game hai jo krafton duwara develop kiya gya hai, yah game kafi popular hua tha PUBG name se, but india me iske goverment ne ban kr diya tha because of some connection of chines server, but karfton se phir se announce kiya ki hum PUBG phir se launch karege aur company ne officially Battelground india ke naam se lauch kr diya. Company ne sabse pahley ise Android platfrom pr launch kiya, aur ab company ne officially instagram ke page pr teased kr diya hai ki wo iOS platform ke liye launch kr rahe hai.

 

Battleground Mobile India ne hall hi me naya feature announce kiya tha joki Tesla factory pr based tha aur yah Elun Musk ke company se collaboration tha, Jisme Battleground ne naya feature aur naya Map bhi launch kiya hai, jo kafi majedar hai. Aur sath me unhone Tournament ka bhi announcement kiya hai.

 

Battleground Mobile India Ek kafi shaandar game ban chuka hai, Aur iske kafi Fan & Followers bhi ho chuke aur ab company ne iOS user ke liya bhi post teased kr diya hai, joki kaffi acchi baat hai. iOS me launch kane ke baad iske aur bhi kafi follower badh saktey hai.