Dosto android platform me kafi sare photo editing app available hai, lekin me aaj apko top 5 best editing app ke bare me batunga jo 2021 me abhi bhi top kr hai aur kafi jiyda popular bhi hua hai. Aur yah app play store pr available hai jo aap asani se download kr saktey ho.
1. Lightroom
Lightroom
app ek bahut hi popular app hai, Jo Adobe ne banaya hai, Dosto Lightroom app
playstore par kafi jiyada download hau, aur isko editor choice ka award bhi mil
chuka hai. Dosto is app ki madad se hm photo ko acchi tarah enhance kar satktey
hai. Aur sath me lighting ki condition ko jaise image saturation, brightness,
clarity, shadow aur bhi bahut kuch is app me free me use kr saktey hai. Dosto
Lightroom room app me hm preset ka upyog bhi kr sakey hai, sath hi ise adobe creative
cloud me upload kr PC me bhi use kiya ja sakta hai.
2. Picsart
Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai.
Dosto,
Toolwiz app bahut hi accha app hai photo
editing ki liye, jiski madad se hma photo ko crop, background remove kr saktye
aur sath hi isme kafi accha effect bhi
dekhne ko milta, Iska favorite Oil paint hai, Oil paint feature ki wajah se yah
app kafi popur ha chuka hai, aur sath me iske kafi sare template bhi dekne ko
milte hai. Dosto toolwiz app photography
ke liye bhi use kiya ja satka isme camera filter bhi available hai.
Touch Retouch
ek bahut hi popular app hai jo play store paid hai, ise aap free me use nhi kar
saktey, Dosto yah app kafi kam time me
bahut hi jiyada popular hua hai. Is app ke madad se ham photo me unwanted cheez
ko aasani se remove kar saktey, aur dosto yah ek aysa app ekdum perfect app hai.
Isse accha app play store pr nhi milege for unwanted object removal.
5. Snapseed
Snapseed bhi
ek kafi best photo editing app hai jo google ne banaya hai, Aur is app ko playstore
pr kafi acchi rating bhi chuke hai, sath me ise app ko Editor choice ka award bhi
mil chuka hai, Ise app ki madad se app photo
ki brightness, shadow, details,
saturation, tint, curve ko asani se manage
kar saktey hai, aur sath me isme kafi sare filter bhi available jo aap asani se
use kar sakte ho, Dosto is app ka sabse best feature Double Exposer hai, Double
Exposer ka use aap isme assni se kar sakety yah bilkul easy hai.
Amazingly helpful which you have shared here. I am impressed by the details and also it is a significant article for us. Continue imparting this sort of info, Thank you. Lightroom App Presets
ReplyDelete