Saturday, 14 August 2021

Top 5 Most Useful Website 2021

Hi Guys is article me aapko yah top 5 website ke bare batunga jo internet free hai, aur aap ise asani se use kar saktey ho jo kafi helpful hai. Dosto internet pr bahut sari website available hai jise se mene top 5 jo kafi popular hai aur day to day life me kafi helpful hai.


top-5-most-useful-website-2021



1. Virus Total

Virus Total website kafi popular website hai, is website ke madad se aapp App, Doucument, Files ko asani se scan kar saktey ho. Is site ka istimal jiyadatr log app ko scan me krtye hai. Kuyki kafi sare app me malware aur viruses hone ka chance hota hai. Isiye log is website ki help se scan karke ke phir app ko install aur use me lete hai. Virus Total website app ya file file deeply scans karta jiske ki usme hide viruses ko assani se find kar sake. Dosto agar app apne PC or Mobile me koyi naya software dalna chahtey from third party sources se download hai to pahely aap is website ki madad se software ko scan kar le.

 

2. Pixabay

Dosto, Pixabay ek bahut hi popular website ban chuka hai, Iski madad se app kafi sare video aur photo ko free me download kar saktey ho. Pixabay website ek free copywrite website hai aur is website download kiya gya content ekdum free hai aur wah content ko app apne kisi bhi project, blogging, youtube channel or editing me use kar sakety ho jo ki ekdum free hai aur aapko koyi copyright ka issue bhi nhi aayega.

 

3. Photopea

Photopea website ek bahut hi acchi website hai, jiseki madad se app online photo ko asani se edit kar satkey ho. Photopea website a interface ekdum Adobe Photoshop app ki tarah dikhta hai. Aap ko lagega ki app photoshop hi use kar rhe ho. Dosto Photopea website online aap asani se use kar sakey ho aur yah bahut hi smooth aur clean hai, Isme app photo ki background, layers, tools same photoshop jaysa hi available hai. Dosto yah kafi popular online website ban chuka aur jiyadatr log iska istemila kartye hai.

 

4. 10minute Mail

Dosto, Internet pr bahut sari website aysi bhi hoti jinpe app bin account login kiya access nhi kr saktey. Aysi Website pr login krne ke aapke pass email account hona chahhiye for account creation. Dosto bahut se log ayse hote ki wo apna personal email koyi alag website pr use nhi krna chahtey. Lekin 10 Minute Mail ek aysi website jo aapko 10mintue ka virtual email id provides karta hai, Jiski madad se aap us email id use kr saketey for account creation. Dosto  ya sirf 10min ke liye hota 10 minute ke baad yah expired ho jata hai.

 

5. DuckduckGo

DuckDuck Go website ek bahut hi kam ki website hai, iski madad se aap apne privacy ko save kar saktye hai. Dosto, DuckDuck Go ki help aap internet pr kuch bhi search kar ho ya aape privacy ko safe rahkta hai, aur sath me aapko track bhi nhi karta hai. Dosto agar aapko kuch searh karna hai to aap Google pr bhi search kar saktey ho leking Google aapko track karta hai, Isyie yah website kafi helpful mani jati hai. Dosto isme aapko ek special feature bhi dekhne ko milta jo Bange se naam se jana jata hai, iski madad se aap agar yah janna chahtey hai ki aapka password 10 digit me kitna strong ho to aap sirf ‘password 10 strong’ type krna hoga, ye type kartey hi wah 10 digit ka strong password generate kr dega, dosto yah feaure kafi helpful hai.

 

 

 


0 comments: