Hi Guys is article me aapko yah top 5 website ke bare batunga jo internet free hai, aur aap ise asani se use kar saktey ho jo kafi helpful hai. Dosto internet pr bahut sari website available hai jise se mene top 5 jo kafi popular hai aur day to day life me kafi helpful hai.
Virus Total
website kafi popular website hai, is website ke madad se aapp App, Doucument, Files
ko asani se scan kar saktey ho. Is site ka istimal jiyadatr log app ko scan me
krtye hai. Kuyki kafi sare app me malware aur viruses hone ka chance hota hai.
Isiye log is website ki help se scan karke ke phir app ko install aur use me
lete hai. Virus Total website app ya file file deeply scans karta jiske ki usme
hide viruses ko assani se find kar sake. Dosto agar app apne PC or Mobile me
koyi naya software dalna chahtey from third party sources se download hai to
pahely aap is website ki madad se software ko scan kar le.
Dosto, Pixabay
ek bahut hi popular website ban chuka hai, Iski madad se app kafi sare video aur
photo ko free me download kar saktey ho. Pixabay website ek free copywrite website
hai aur is website download kiya gya content ekdum free hai aur wah content ko
app apne kisi bhi project, blogging, youtube channel or editing me use kar sakety
ho jo ki ekdum free hai aur aapko koyi copyright ka issue bhi nhi aayega.
Photopea website
ek bahut hi acchi website hai, jiseki madad se app online photo ko asani se edit
kar satkey ho. Photopea website a interface ekdum Adobe Photoshop app ki tarah
dikhta hai. Aap ko lagega ki app photoshop hi use kar rhe ho. Dosto Photopea website
online aap asani se use kar sakey ho aur yah bahut hi smooth aur clean hai, Isme
app photo ki background, layers, tools same photoshop jaysa hi available hai.
Dosto yah kafi popular online website ban chuka aur jiyadatr log iska istemila
kartye hai.
Dosto, Internet
pr bahut sari website aysi bhi hoti jinpe app bin account login kiya access nhi
kr saktey. Aysi Website pr login krne ke aapke pass email account hona chahhiye
for account creation. Dosto bahut se log ayse hote ki wo apna personal email koyi
alag website pr use nhi krna chahtey. Lekin 10 Minute Mail ek aysi website jo aapko
10mintue ka virtual email id provides karta hai, Jiski madad se aap us email id
use kr saketey for account creation. Dosto
ya sirf 10min ke liye hota 10 minute ke baad yah expired ho jata hai.
DuckDuck Go
website ek bahut hi kam ki website hai, iski madad se aap apne privacy ko save kar
saktye hai. Dosto, DuckDuck Go ki help aap internet pr kuch bhi search kar ho
ya aape privacy ko safe rahkta hai, aur sath me aapko track bhi nhi karta hai. Dosto
agar aapko kuch searh karna hai to aap Google pr bhi search kar saktey ho leking
Google aapko track karta hai, Isyie yah website kafi helpful mani jati hai. Dosto
isme aapko ek special feature bhi dekhne ko milta jo Bange se naam se jana jata
hai, iski madad se aap agar yah janna chahtey hai ki aapka password 10 digit me
kitna strong ho to aap sirf ‘password 10 strong’ type krna hoga, ye type kartey
hi wah 10 digit ka strong password generate kr dega, dosto yah feaure kafi
helpful hai.