Monday, 9 August 2021

Top 5 Most Popular Mobile Photo Editing App 2021

Dosto android platform me kafi sare photo editing app available hai, lekin me aaj apko top 5 best editing app ke bare me batunga jo 2021 me abhi bhi top kr hai aur kafi jiyda popular bhi hua hai. Aur yah app play store pr available hai jo aap asani se download kr saktey ho.



top-5-most-popular-mobile-photo-editing-app




1. Lightroom

Lightroom app ek bahut hi popular app hai, Jo Adobe ne banaya hai, Dosto Lightroom app playstore par kafi jiyada download hau, aur isko editor choice ka award bhi mil chuka hai. Dosto is app ki madad se hm photo ko acchi tarah enhance kar satktey hai. Aur sath me lighting ki condition ko jaise image saturation, brightness, clarity, shadow aur bhi bahut kuch is app me free me use kr saktey hai. Dosto Lightroom room app me hm preset ka upyog bhi kr sakey hai, sath hi ise adobe creative cloud me upload kr PC me bhi use kiya ja sakta hai.

 

2. Picsart

Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai.


3. Toolwiz

Dosto, Toolwiz app bahut hi accha  app hai photo editing ki liye, jiski madad se hma photo ko crop, background remove kr saktye aur sath hi isme kafi accha  effect bhi dekhne ko milta, Iska favorite Oil paint hai, Oil paint feature ki wajah se yah app kafi popur ha chuka hai, aur sath me iske kafi sare template bhi dekne ko milte hai. Dosto  toolwiz app photography ke liye bhi use kiya ja satka isme camera filter bhi available hai.

 

4. Touch Retouch

Touch Retouch ek bahut hi popular app hai jo play store paid hai, ise aap free me use nhi kar saktey, Dosto  yah app kafi kam time me bahut hi jiyada popular hua hai. Is app ke madad se ham photo me unwanted cheez ko aasani se remove kar saktey, aur dosto yah ek aysa app ekdum perfect app hai. Isse accha app play store pr nhi milege for unwanted object removal.

 

5. Snapseed

Snapseed bhi ek kafi best photo editing app hai jo google ne banaya hai, Aur is app ko playstore pr kafi acchi rating bhi chuke hai, sath me ise app ko Editor choice ka award bhi mil chuka hai, Ise app ki madad se  app photo ki  brightness, shadow, details, saturation, tint,  curve ko asani se manage kar saktey hai, aur sath me isme kafi sare filter bhi available jo aap asani se use kar sakte ho, Dosto is app ka sabse best feature Double Exposer hai, Double Exposer ka use aap isme assni se kar sakety yah bilkul easy hai.

Sunday, 8 August 2021

Top 5 Best Android App 2021

Guys is post me aapko yah batauga ki 2021 me android me sabse best app kon sa hai, 2021 me kafi sare app launch hua hai jinme se kuch abhi bhi top pr hai aur is post me aapko iske baar me detail me batauga. Guys android app play store pr kafi available hai but inme ke mene sirf five hi select kiya hai.


top-5-best-android-app-2021



1. Nova Launcher

Nova Launcher ek bahut hi popular launcher app hai, Iske madad se ham se mobile ki UI ko customize kr saktey hai, Agar aakpo apne mobile me ek accha launcher download krna hai to isse best option koyi nhi, ye play store pr free me available hai, aur aap ise aasani se download kr saktey  hai, Guys Nova Launcher basically ek UI aur theme customize ke rup me bhi use kr saktey hai. Agar aapke phone ka system launcher ekdum bekar hai to aap Nova Luncher download kr satkey hai. Isme kafi jiyda customization dekne ko milta hai.


2. Solid Explorer

Solid Explore ek bahut hi accha file manager android app hai. Iske madad se app mobile ke storage ko asane se access kar satey hai, Mobile ka storage jaise internal, external dono storage ko isme asani se access kiya ja sakta aur sath me app system storage ko bhi access kr saktey hai. System storage ko access karne ke liye aapka phone root hona chahhiye. Solid Explorer ek kafi popular file manage app ban chuka android device ke liye, aur sath me isme kafi customization dekne ko milta hai. isme app zip file ko compress and de-compress bhi kar saktey hai sath hi isme kafi feature ka use asani se kar saktey hai.


3. Kine Master

Kine Master ek bahut hi popular android app hai iska use video editing me kiya jata hai. Kine Master app play store pr kafi popular hau hai aur iske download bhi millions me hai aur sath me isko editor choice ka award bhi mila chuka hai. Guys kine master app ki madad se hm video ko perfectly edit kar satey hai aur sath me video ka background bhi remove kar saktey hai chroma key feature ki madad se. Kine master app me aapko kafi theme aur templets bhi dekne ko milta hai, jo aap kafi assane se apne video editing me use kar satkey hai.


4. AZ Screen Recorder - No Root

AZ Screen Recorder bhi bahut hi accha app hai android device ki liye, Iska use ham apne mobile ki screen ko record krne ke liye kartey hai, Is app ko play store pr kafi acchi rating mili hai aur yah app play store me bhi kafi download hua hai. Iska use jiyadtar log game play ko record karne me kartye hai. Is app ko aap play store pr asani se download kar saktey hai, aur yah app without root ke  bhi asani se chal jata hai.


5. Picsart

Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai. Dosto yah mobile editing ka sabse popular android photo editing app ban chuka hai aur ab is app ko beat krna kafi muskil hai.