Tuesday, 10 August 2021

Top 3 Free Popular Email Service Provider

Hi Guys,  Jaisa ki ham jante hai, Email yani electronic mails jo ki aaj ke time kafi popular ho chuka hai. Iska use kafi log jaise individual, enterprises, organization, company me use kiya jata hai.


top-3-free-popular-email-service-provider



1. Gmail

 

Dosto Gmail Ek bahut hi popular free email service provider hai, Jo Googke duwara banaya gaya hai. Yah android, ios, windows os tene platform pr available app ise free me use kar satkey hai. Gmail ek bahut hi simple UI ke sath me aata hai, aur ise chalan kafi easy hai. Isme appko best security bhi dekne ko jiska and two factor authentication(2FA) hai, isse aap apne account ko safe rakh saktey hai. Dosto  basically 2FA ek aysa security system hai, jiski madad se aap apne account ko kafi secure rahk rakh, jab aap gmail login kartey to password ka ek code otp generated hota hai, jo ki 2FA duwar hota hai.

Dosto Gmail me hame Inbox ke andar kafi category dekhne ko milta hai, jaise Promotion, Social, Primary, isa use aap mail ko filter ke rup me use kar saktey hai. Aur sath me app lable ko create aur customize bhi kar satkey hai. Dosto recently google ne gmail me naya feature bhi announce kiya tha mail schedule ka jiski madad se app mail ko schedule kr saktey ho wo bhi kisi bhi timing ke sath. Gmail me hame 10 GB ka cloud space milta hai joki ekdum free hota, agar app storage ko expand krna chahtey ho to aapko Google ke services google one ko buy krna padega.



2. Outlook

Outlook email service bhi ek bahut hi famous email service provider hai, jo Microsoft company duwar banya gya hai. Dosto Microsoft ne ye ise pahley Hotmail ke naam se launch kiya tha phir baad me company ne iska naam change krke Outlook kr diya  Oultook ko company ke acche se customize kiya hai aur iska UI ko kafi behtar bna diya hai, jo pahely wale Hotmail se kafi accha, Dosto Outlook individual, aur enterprise dono ko kafi use hota hai, Dosto Outlook email bahut hi popular email ban chuka, Gamil ke baad second position pr outlook hi aata hai.

 

Outlook me hame kafi category bhi dekno ko jaise Focused Inbox ke andar Floder, archive, Notes aur bhi kafi sare feature dekhne ko milta hai. Outlook email ka use app Microsoft ke offices app me bhi use kr sakey ho add-on ke under. Dosto outlook ko aap Gmail me bhi Integrate kr sakey ho, Gmail me integrate karne ke baad app outlook ko Gmail app ke andar use kar saktye ho. Dosto isme aako 5GB ka cloud storage dekhe ko milta hai, jabki Gmail me 10GB. Aur iska user interface bhi kafi behatar dekne ko milta jo other email services se kafi accha hai.



3. Yahoo

Yahoo mail bhi ek popular email service hai, Verizon Media duwara banya gaya hai, Dosto yahoo ko 1997 me lauch kiya gya aur yah kafi old aur popular email service hai. Yahoo mail me hame 1TB ka cloud storage dekhne ko milta hai jo kafi bada advantage hai, aur sath me iska sabse best feature yah hai ki iske aap 100MB tak ka attachment upload kr satey jo ko kafi acchi baat hai. Gmail aur Outlook aap sir 25MB ka attachment hi upload kar saktey ho.

Dosto Yahoo mail me appko spam protection dekhne milta hai joki yahi kafi standard feature hai, Aur iska UI bhi kami simple aur clean hai, jise aap asani se use kar sakety ho. Sath me iske Virus protection ka feature bhi available hai, jisse ye aap ke email ko protect karta hai. Gmail aur Outook ke jaise hi yahoo mail bhi apke mail ko folder me customize krta hai, Dosto yahool ka sabse bada disadvantage yah hai ki agar aap 6month ke liye inactive rahtey hai to aap ka account disable ho jayega.


Dosto, agar yah article aap ko accha laga to please comment kre aur sath me blog ko subscribe kare aur hamre is blog website se jude rahi, Thanks you for your valuable time.