Hi Guys, Jaisa ki ham jante hai, Email yani electronic mails jo ki aaj ke time kafi popular ho chuka hai. Iska use kafi log jaise individual, enterprises, organization, company me use kiya jata hai.
1. Gmail
Dosto Gmail
Ek bahut hi popular free email service provider hai, Jo Googke duwara banaya gaya
hai. Yah android, ios, windows os tene platform pr available app ise free me
use kar satkey hai. Gmail ek bahut hi simple UI ke sath me aata hai, aur ise
chalan kafi easy hai. Isme appko best security bhi dekne ko jiska and two
factor authentication(2FA) hai, isse aap apne account ko safe rakh saktey hai. Dosto basically 2FA ek aysa security system hai,
jiski madad se aap apne account ko kafi secure rahk rakh, jab aap gmail login
kartey to password ka ek code otp generated hota hai, jo ki 2FA duwar hota hai.
Dosto Gmail
me hame Inbox ke andar kafi category dekhne ko milta hai, jaise Promotion,
Social, Primary, isa use aap mail ko filter ke rup me use kar saktey hai. Aur sath
me app lable ko create aur customize bhi kar satkey hai. Dosto recently google ne
gmail me naya feature bhi announce kiya tha mail schedule ka jiski madad se app
mail ko schedule kr saktey ho wo bhi kisi bhi timing ke sath. Gmail me hame 10
GB ka cloud space milta hai joki ekdum free hota, agar app storage ko expand
krna chahtey ho to aapko Google ke services google one ko buy krna padega.
2. Outlook
Outlook email
service bhi ek bahut hi famous email service provider hai, jo Microsoft company
duwar banya gya hai. Dosto Microsoft ne ye ise pahley Hotmail ke naam se launch
kiya tha phir baad me company ne iska naam change krke Outlook kr diya Oultook ko company ke acche se customize kiya
hai aur iska UI ko kafi behtar bna diya hai, jo pahely wale Hotmail se kafi
accha, Dosto Outlook individual, aur enterprise dono ko kafi use hota hai, Dosto
Outlook email bahut hi popular email ban chuka, Gamil ke baad second position
pr outlook hi aata hai.
Outlook me
hame kafi category bhi dekno ko jaise Focused Inbox ke andar Floder, archive, Notes
aur bhi kafi sare feature dekhne ko milta hai. Outlook email ka use app Microsoft
ke offices app me bhi use kr sakey ho add-on ke under. Dosto outlook ko aap
Gmail me bhi Integrate kr sakey ho, Gmail me integrate karne ke baad app outlook
ko Gmail app ke andar use kar saktye ho. Dosto isme aako 5GB ka cloud storage
dekhe ko milta hai, jabki Gmail me 10GB. Aur iska user interface bhi kafi behatar
dekne ko milta jo other email services se kafi accha hai.
3. Yahoo
Yahoo mail
bhi ek popular email service hai, Verizon Media duwara banya gaya hai, Dosto
yahoo ko 1997 me lauch kiya gya aur yah kafi old aur popular email service hai.
Yahoo mail me hame 1TB ka cloud storage dekhne ko milta hai jo kafi bada advantage
hai, aur sath me iska sabse best feature yah hai ki iske aap 100MB tak ka
attachment upload kr satey jo ko kafi acchi baat hai. Gmail aur Outlook aap sir
25MB ka attachment hi upload kar saktey ho.
Dosto Yahoo mail me appko spam protection dekhne milta hai joki
yahi kafi standard feature hai, Aur iska UI bhi kami simple aur clean hai, jise
aap asani se use kar sakety ho. Sath me iske Virus protection ka feature bhi
available hai, jisse ye aap ke email ko protect karta hai. Gmail aur Outook ke
jaise hi yahoo mail bhi apke mail ko folder me customize krta hai, Dosto yahool
ka sabse bada disadvantage yah hai ki agar aap 6month ke liye inactive rahtey
hai to aap ka account disable ho jayega.
Dosto, agar yah article aap ko accha laga to please comment kre aur sath me blog ko subscribe kare aur hamre is blog website se jude rahi, Thanks you for your valuable time.