Sunday, 8 August 2021

Top 5 Best Android App 2021

Guys is post me aapko yah batauga ki 2021 me android me sabse best app kon sa hai, 2021 me kafi sare app launch hua hai jinme se kuch abhi bhi top pr hai aur is post me aapko iske baar me detail me batauga. Guys android app play store pr kafi available hai but inme ke mene sirf five hi select kiya hai.


top-5-best-android-app-2021



1. Nova Launcher

Nova Launcher ek bahut hi popular launcher app hai, Iske madad se ham se mobile ki UI ko customize kr saktey hai, Agar aakpo apne mobile me ek accha launcher download krna hai to isse best option koyi nhi, ye play store pr free me available hai, aur aap ise aasani se download kr saktey  hai, Guys Nova Launcher basically ek UI aur theme customize ke rup me bhi use kr saktey hai. Agar aapke phone ka system launcher ekdum bekar hai to aap Nova Luncher download kr satkey hai. Isme kafi jiyda customization dekne ko milta hai.


2. Solid Explorer

Solid Explore ek bahut hi accha file manager android app hai. Iske madad se app mobile ke storage ko asane se access kar satey hai, Mobile ka storage jaise internal, external dono storage ko isme asani se access kiya ja sakta aur sath me app system storage ko bhi access kr saktey hai. System storage ko access karne ke liye aapka phone root hona chahhiye. Solid Explorer ek kafi popular file manage app ban chuka android device ke liye, aur sath me isme kafi customization dekne ko milta hai. isme app zip file ko compress and de-compress bhi kar saktey hai sath hi isme kafi feature ka use asani se kar saktey hai.


3. Kine Master

Kine Master ek bahut hi popular android app hai iska use video editing me kiya jata hai. Kine Master app play store pr kafi popular hau hai aur iske download bhi millions me hai aur sath me isko editor choice ka award bhi mila chuka hai. Guys kine master app ki madad se hm video ko perfectly edit kar satey hai aur sath me video ka background bhi remove kar saktey hai chroma key feature ki madad se. Kine master app me aapko kafi theme aur templets bhi dekne ko milta hai, jo aap kafi assane se apne video editing me use kar satkey hai.


4. AZ Screen Recorder - No Root

AZ Screen Recorder bhi bahut hi accha app hai android device ki liye, Iska use ham apne mobile ki screen ko record krne ke liye kartey hai, Is app ko play store pr kafi acchi rating mili hai aur yah app play store me bhi kafi download hua hai. Iska use jiyadtar log game play ko record karne me kartye hai. Is app ko aap play store pr asani se download kar saktey hai, aur yah app without root ke  bhi asani se chal jata hai.


5. Picsart

Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai. Dosto yah mobile editing ka sabse popular android photo editing app ban chuka hai aur ab is app ko beat krna kafi muskil hai.







Friday, 17 August 2018

5 majedaar app jo play store pr nhi h || 5 App not available in play store

Hi Guys this is another article aur is article me apko 5 majedaar app ke barey me batawuga jo play store pr nhi hai. Aur ye aap kafi shandaar app hai. Guys aaj ke time pr log jiyadatr android phone use karntey joki ek bahut popular operation hai jo google duwara banaya gaya hai.


5 android app not in playstore


 Android me bahut sari App hoti jo hm Play store se aasani se download kar saktey hai. Lekin kuch ayse App bhi hai jo google play store pr available nhi hai. Jise hm direct google pr website se download kar saktey hai. Aur aj me aap ko ayse 5 majedaar aap ke bare me batawuga jo aap aasni se download aur use kr saktey hai.



1. BradyBound :

 Sabse pahla app BradyBound hai ye android app bahut hi helpful aur majdaar app hai. Is App ki madad se aap apne internet ki speed ko aasni se control kar saktey hai. Manlo agar aap ki internet speed 1mb hai to aap is App ki madad se speed ko kam yani 50kb, 100kb , 500kb, ya aap jita chahe kam kar saktey hai.


2.TubeMate :

Tubemate ek bahut hi popular andorid App jo mostly log use kartey hai aur yah App google play store pr available nhi h lekin aap is website se aasni se downlaod kar saktey hai. Is App ki madad se app youtube, facebook, instagram ki videos ko aasani se download kar saktey hai. Aur is app ki khas baat yh hai ki video ko download kartey waqt video ki size aur resolution ko select kar saktey hai.


3. Game killer [Root] :

Guys yah ek aysa App hai jiski madad se aap game ki coins ko hack kar saktey hai. But ye keval rooted moblile me support karta hai aur yah play store pr avialble nhi h. Ya kafi majedaar App hai isse game ki coins ki values ko change karke coins ko increse kar saktey hai.


4. Adgaurd :

Agar aap android mobile me popup ad se pareshan hai to aap is App ki madad se popup ad ko aasani se block kar saktey hai. Aur is ki madad se app android phone me sari ad ko aasani se block kar saktey hai. Yaha tk ki aap website ki ad ko bhi block kar saktey hai.


5. QuickLyric :

 Quick Lyric ek music player App hai. Is app ki madad se aap kisi bhi songs ko search krke play kr saktey hai aur song ki lyric ko aasani se access kar saktey hai. Yah app google play store pr available nhi lekin aap iske jagah MusixMatch App playstore se free me download kr saktey hai jo bilkul Quick lyric ki tarah hai.