Guys is post me aapko yah batauga ki 2021 me android me sabse best app kon sa hai, 2021 me kafi sare app launch hua hai jinme se kuch abhi bhi top pr hai aur is post me aapko iske baar me detail me batauga. Guys android app play store pr kafi available hai but inme ke mene sirf five hi select kiya hai.
1. Nova Launcher
Nova Launcher ek bahut hi popular launcher app hai, Iske madad se ham se mobile ki UI ko customize kr saktey hai, Agar aakpo apne mobile me ek accha launcher download krna hai to isse best option koyi nhi, ye play store pr free me available hai, aur aap ise aasani se download kr saktey hai, Guys Nova Launcher basically ek UI aur theme customize ke rup me bhi use kr saktey hai. Agar aapke phone ka system launcher ekdum bekar hai to aap Nova Luncher download kr satkey hai. Isme kafi jiyda customization dekne ko milta hai.
2. Solid Explorer
Solid Explore ek bahut hi accha file manager android app hai. Iske madad se app mobile ke storage ko asane se access kar satey hai, Mobile ka storage jaise internal, external dono storage ko isme asani se access kiya ja sakta aur sath me app system storage ko bhi access kr saktey hai. System storage ko access karne ke liye aapka phone root hona chahhiye. Solid Explorer ek kafi popular file manage app ban chuka android device ke liye, aur sath me isme kafi customization dekne ko milta hai. isme app zip file ko compress and de-compress bhi kar saktey hai sath hi isme kafi feature ka use asani se kar saktey hai.
3. Kine Master
Kine Master ek bahut hi popular android app hai iska use video editing me kiya jata hai. Kine Master app play store pr kafi popular hau hai aur iske download bhi millions me hai aur sath me isko editor choice ka award bhi mila chuka hai. Guys kine master app ki madad se hm video ko perfectly edit kar satey hai aur sath me video ka background bhi remove kar saktey hai chroma key feature ki madad se. Kine master app me aapko kafi theme aur templets bhi dekne ko milta hai, jo aap kafi assane se apne video editing me use kar satkey hai.
4. AZ Screen Recorder - No Root
AZ Screen Recorder bhi bahut hi accha app hai android device ki liye, Iska use ham apne mobile ki screen ko record krne ke liye kartey hai, Is app ko play store pr kafi acchi rating mili hai aur yah app play store me bhi kafi download hua hai. Iska use jiyadtar log game play ko record karne me kartye hai. Is app ko aap play store pr asani se download kar saktey hai, aur yah app without root ke bhi asani se chal jata hai.
5. Picsart
Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai. Dosto yah mobile editing ka sabse popular android photo editing app ban chuka hai aur ab is app ko beat krna kafi muskil hai.