Hi Guys, jaisa ki hum jante hi ke Redmi series xiaomi ki sabse popular series hai, ye series me company hme great specs provide karti hai. Pichlay saal redmi note 9 series jo xiaomi ne 14 july 2020 ko launch kiya tha jo kafi popular hua rhi. Aur ab xioami iska successor redmi note 10 series launch krne ja rha jiski launch date confirm ho chuki hai, ye series March 4 ko launch hogi.
Image credit : Xiaomi India |
Guys redmi note 10 series kafi damdar series honi wali hi xiaomi ke traf se, leak ke anusar redmi note 10 series. Is baar company shayad india me pahley phone launch kare aur baad me global launch according to above image. Is baar redmi note 10 series me hme Amoled screen bhi dekhno ko mil sakta hai aur sath me ips lcd aur refresh bhi dekhne ko milega sath me 108mp ka camera bhi hoga.
According to leak is baar hme ek accha processor bhi dekhne ko mil sakta hai jo snapdargaon aur mediatek dono ho skta hai aur sath me 5G bhi mil skta hai, Redmi note 10 series amazon exclusive hone wali hai. Guys xiaomi ne agar Amoled screen provide kiya to ye kafi popular aur mid range killer ban sakti hai aur Sath me yah hme kam keemat pe mil saktha jo budget king bhi ho sakta hai.
Leak ke jankai ke anusaar redmi note 10 series four variant me launch kiya ja skta hai, redmi note 10 pro 4G, redmi note 10 pro 5G, redmi note 10 4G, redmi note 10 5G bhi lauch ho sakta hai. Leak ke mutabik ye white, grey aur green color me launch kiya ja skta hai. Aur iska price mid range ke hisab se rakha jayega under 10k to 20k.
I hope guys is post se apko kafi kuch information mili hogi. Agar yah post accha to please like and share kare.