Hi, Guys is post me appko yah batauga ki windows me command prompt ka text color kaise change kartey, basically yah ek simple trick hai jiske madad se aap cmd ke text ko aasani se change kr satkey hai. aur sath hi iska upyog krke text ko customize kr saktey hai.
Guys, Jaiya ki hum log jantey hai Command Prompt CMD ek bahut hi popular tools hai windows OS ki liye. Jiski madad se ham apne task ko easily handle kr sakey, CMD me ham command type kartey hai, aur jo ki inbuild command hota hai window ne provide kiya hai. Command prompt ki help se ham batch file ko easily run kar saktey hai, command prompt windows ka kafi accha tools hai, iski help se SQL, C language aur kafi programming language ko ispe editor ke roop me access kr saktey hai.
Command prompt me basically text ka color white hota hai joki dikhne me ekdum boring lagta hai, guys iske change krney ke liye hm kuch step ke follow kartey hai joki kafi easy, guys sabse pahley hm command prompt open kartey hai. command prompt open krtey hi hame ek window dikhega jo ekdum text editor or terminal jaise hoga, jiska background black aur text ka color white hoga. Text ka color change karne kiya hilye hame sabse command type krna hoga sabse pahla command name "color" and then attribute "-t" ye command type krne be baad apko color name aur color properties dikhega. Ab aapko color properties select krna hoga, jo color aapko best lagta hai wo aap select krke color and properties select krey,
Example Command : color -t
color 2
color 3
color A
Above Command type krne ke baad command prompt ke text ka color change ho jayega. guys ye exdum easy step hai, sirf do process follow krna hai, first color ka info -t aur isko baad aapne color type select krna hoga, iske baad text ka color easily change ho jayeag.
Guys kaisa lag post agar post accha laga to please post ko share kare aur comment kre aur hamre blog ko subscribe krna na bholey. thanks for your valuable time.